Mood: lazy
Topic: Memories
Yaadon ke galiyare mein
yaad hai mujhe woh chehre
jinke bina ek pal na kat-ta tha
jinke saath hi humara fasana tha
aaj saalon ho gaye hai unki khabar ko
jinke saath humara aashiyana tha.
Posted by Pawan Bhandari
at 6:07 PM